GAZAL
Masum mahobbat ka etna sa phasana he , kagaz ki haweli aur barish ka jamana he,
kya sarte mahobbat he aur kya sarte jamana he, aawaz bhi zakhmi he aur geet bhi gana he,
us paar utar ne ki umeed bahut kam he , kasti bhi purani he aur tufaan ko usi waqt aana he,
samje ya na samje ye aandaz hamara he ek shaksh jinko aankho se sher sunana he
aaj phir koy diwani ishq ki jid par he aag ka dariya he aur bus dub jaana he............
GURUBHAI ki mahobbat ka yehi phasana he, kagaz ki haweli aur barish ka zamana he